Saturday 29 September 2012

ھرڈھلدی شام دےمنظروچ تیڈی چن تصویربنڑابانهداں

ھرڈھلدی شام دےمنظروچ تیڈی چن تصویربنڑابانهداں,
سوں رب دی ماهي یادتیڈی وچ میں کل کائنات بھلابانهداں,تنھازندگی دےگلشن وچ ھک آس دابوٹالابانهداں,
کدی وقت بہاراچ پھٹ پوسی نت قیصر خون پلا

ھرڈھلدی شام دےمنظروچ تیڈی چن تصویربنڑابانهداں

soch samjh k gaal karen

دل سوچ سمجھ کے گال کریں اج قلم دے قاری آۓ بیٹھن
ھنج نال لکھیسن پپلیاںتےاستاد لکھاری آۓ بیٹھن
نپ گھنسن پکھی وانگ تیکوں چا ظلم دی گاری آۓ بیٹھن
ارشاد متاں پرواز کریں چودھار شکاری آۓ

soch samjh k gaal karen

سارے پردیسی بھراواں آستے

سارے پردیسی بھراواں آستے
دلا کملیامن ونج منت میری چنگاراہسیں رۓ اوقات اچ


پتھراںدےشہرچوں نہیںملدے کسے قیمت پھل خیرات اچ

مطلب دےبیلی سائیں نئیں بنڑدے آزماۓ هن تنگ حالات اچ
کدی سر نہیں محسن کج سگدےکاغذ دے گھربرسات

سارے پردیسی بھراواں آستے

جہنے چیچی وچّ ہے

جہنے چیچی وچّ ہے
سورج پایا
جہنے کناں وچّ ہے
چن لمکایا
جہنے گل وچّ ہے
امبر سجایا
جو دھپاں پا- پا ویکھ دی
اک الوللی کڑی ہے
بالکل میرے میچ

جہنے چیچی وچّ ہے

Sari zamin ko ghere hue hain

Khatra hai zar daron ko

Girti hui diwaron ko

Sadiyon ke bimaron ko

Khatre mein Islam nahin

Sari zamin ko ghere hue hain

aakhir chand gharane kyon

Naam nabi ka lene wale

ulfat se begane kyon

Khatra hai khun khwaron ko

Rang birangi karon ko

Amrika ke pyaron ko

Khatre mein Islam nahin

Aaj hamare naaron se

larza hai bapa aiwanon mein

Bik na sakenge hasrat-o arman

unchi saji dukanon mein

Khatra hai bat maron ko

Maghrib ke bazaron ko

Choron ko

Sari zamin ko ghere hue hain

Pakistan ka matlab kya La Ilaha Illalah

Pakistan Ka Matlab Kya?

Roti, kapda aur dawa
Ghar rehne ko chhota sa
Muft mujhe talim dila
Mein bhi Musalmaan hoon wallah
Pakistan ka matlab kya
La Ilaha Illalah…

Amrika se mang na bhik
Mat kar logon ki tazhik
Rok na janhoori tehrik
Chhod na azadi ki rah
Pakistan ka matlab hai kya
La Ilaha Illalah…

Khet waderon se le lo
Milen luteron se le lo
Mulk andheron se le lo
Rahe na koi Alijah
Pakistan ka matlab kya
La Ilaha Illalah…

Sarhad, Sindh, Baluchistan
Teenon

Pakistan ka matlab kya La Ilaha Illalah

Bachchon pe chali goli

Maan

Bachchon pe chali goli
Maan dekh ke yeh boli
Yeh dil ke mere tukde
Yun royen mere hote
Mein dur khadi dekhoon
Yeh mujh se nahin hoga

Mein Dur khadi dekhun
Aur ahl-e sitam khelen
Khun se mere bachchon ke
Din-raat yahan holi
Bachchon pe chali goli
Maan dekh ke yeh boli
Yeh dil ke mere tukde
Yun royen mere hote
Mein dur khadi dekhun
Yeh mujh se nahin hoga

Meidan mein nikal aayi
Ek barq si lehrai
Har dast-e sitam kanpa
Bandooq bhi tharrai
Har simt sada gunji
Mein

Bachchon pe chali goli

Khuda tumhara nahi hai khuda hamara hai

Khuda Hamara Hai

Khuda tumhara nahi hai khuda hamara hai
Use zamin pe yeh zulm kab gawara hai

Lahoo piyoge kahan tak hamara dhanwano
Badhao apni dukan seem-o zar ke deewano
Nishan kahin na rahega tumhara shaitano
Hamein yaqeen hai ke insaan usko pyara hai
Khuda tumhara nahin hai khuda hamara hai
Use zameen pe yeh zulm kab gaawara hai

Nai shaoor ki hai roshni nigahon mein
Ek aag si bhi hai ab apni sard aahon mein
Khilenge phool nazar ke sahar ki bahon mein
Dukhe dilon ko isi

Khuda tumhara nahi hai khuda hamara hai

kewen peerhi utay beh kay taaki asmaana tey laawa’n

kewen peerhi utay beh kay taaki asmaana tey laawa’n

ucha booa la v lia te feir bhala ki hooway ga
andro’n denhday ghar noo daso kitho lia kay mhl banaawa’n

jis gharey da dhakan chukya bahron trimda andro’n suka
kithay ja kay piaas bhujawa’n kidhrey piasa nh mr jawaa’n

yaad te manoo’n feir rahway jay khial guachia labh jaway
jangal day which teer chalawaa’n khoj kadi na ohda paawa’n


sarey rang uhday nay shah jee sada suhaaya jehra rehndaa
ohday roop noo sajday

kewen peerhi utay beh kay taaki asmaana tey laawa’n

Teray Herf_o_Lb Ka Talism Thaa

Teray Herf_o_Lb Ka Talism Thaa
Mri Aab_o_Tab Mein Rah Gya

V0 Ksi Gulab Ka Jisim Thaa
J0 Mri Kitab Mein Rah Gya

Mri BAAt BAAt Mein Roshnii
Meray Herf Herf Mein Dil-kashi

Tu Mra Sharik_E_Wisal_E_Jaan
Mri Hr Kitab Mein Rah Gya

Koi PhUUL Khil Kr Bikher Gya
Koi BAAt Bn K Bigarr Gya

Na Sawaal Koi Laboon Pe Hy
Na Gilaa Jawaab Mein Rah Gya

Tujhy Kia Bataaen K KIa Huaa
V0 Suroor_E_Raqs_Wafaa Gya

Na Gunnah Me Rhi Bat V0
Na Maza Sawab Mein Rah Gya

Dil Khush-Gumaan Tri Kheir

Teray Herf_o_Lb Ka Talism Thaa

Ye mazaq hy meri zat sy

Ye mazaq hy meri zat sy,
Ya Riwaj hy tery shehr ka?
Kbi is taraf kbi us taraf,
Ka mizaj hy tery shehr ka?
Yahan nafrtein brri aam hain,
Yahan chahton ki qadar nhi,
Wo jo khon tha mere jism mein,
Wo anaaj hy tere shehr ka,
Nhi hud yahan kisi zulm ki,
Na he paas hy kisi rabt ka,
Wo jo haal tha yahan kal talak,
Wohi aaj hy tere shehr ka,
Yahan kaatna kisi or ko,
Han bahaduri ki alaamatein
Wo jo jangalon mein bhi tha kabhi,
Wohi raaj hy tere shehr

Ye mazaq hy meri zat sy

Eik Ghazal Bila Unwaan Likhii

Eik Ghazal Bila Unwaan Likhii
Aor Baaki Tum Pe Choorr Diya…

Mai ne Takmeel e Chahat Ki
Aor Baaki Tum Pe Choorr Diya…

Teray Dil Me Jagaa Karney Ko
Kb Asaan Jaana Thaa…

Mai ne Khwahish Puri Ki

Aor Baaki Tum Pe Choorr Diya…

Hijar Ka Mousam Gr Samjho To
Eik S0Z e Qayamat hota hai…

Tanhaai Thi Jo Saath Rahi…

Aor Baaki Tum Pe Choorr Diya…

Jazzbat K Railay Me Aansoo Behnaa
Maana Qadray Asaan Thaa…

Mai Ne Khudd Ko Himmat Dii

Aor Baaki Tum Pe Choorr

Eik Ghazal Bila Unwaan Likhii

Mujhko Shekast-E-DiL Ka Mazza Yaad Aa Gya

Mujhko Shekast-E-DiL Ka Mazza Yaad Aa Gya
Tum Q Udaas Ho Gaye? Kyaa Yaad Aa Gya…

Kahney Ko Zindgi Thi Bohot Mukhtaser Magar
Kch YuuN BasaR Hui K Khudaa Yaad Aa Gya…

Barsy Bghair Hee Ghataa Aagy Nikl Gayi
Eik Be-Wafa Ka Ahd-E-Wafa Yaad Aa Gya…

YuuN Chounk Uthey Wo Yeh Sun Kr Mera ShikVaa
Jesy Unhey Bhi Koii Gilaa Yaad Aa Gya…

Hairat Hai Tujh Ko Dekh Kr Masjid Mei Aey Ghalib!
Kyaa Baat Ho Gayi Jo Khudaa Yaad Aa

Mujhko Shekast-E-DiL Ka Mazza Yaad Aa Gya

Hum Misl e Shams o Qamar Han

Is Kainaat e Mohabbat Mein
Hum Misl e Shams o Qamar Han

Ek Raabita MusalsaL Hai
Ek Faasla MusalsaL Hai

Mae Khud Ko Baich DuuN Phr Bhi
Mae Tujh Ko Paa Nhi Saktaa

Mae Aam Saa Hamesha HuN
Tuu Khas Sa MusalsaL Hai

Waqt e WisaaL Ki Bhi
Ek Aarzu Adhoori Hai

Ek Aas Si Hamesha Hai
Ek Khwab Saa MusalsaL Hai

Khata KaaroN Ki Qismat Mein
Jannat Hua Nhi Karti

Mae Khata Kaar Azl Se Hun
Tu Parsaa MusalsaL

Hum Misl e Shams o Qamar Han

Aey Dil e Beqaraar Chup Hojaa

Aey Dil e Beqaraar Chup Hojaa!
Jaa Chuki Hae Bahaar Chup Hojaa!!

Ab Na Ayenge Roothney Waly
Deeda’e Ashkbar Chup Hojaa!!

Jaa Chuka Karwan e Laala o Gul
Urr Raha Hae Ghubaar Chup Hojaa!!

Chhoot Jaati Hae Phool Se Khushboo
Rooth Jaty Han Yaar, Chup Hojaa!!

Hum FaqeeroN Ka Is Zamaney Mei
Kon Hae Ghum Gusaar Chup Hojaa!!

HaadsoN Ki Na Aankh Khul Jaey
Hasrat e Sogwaar Chup Hojaa!!

Geet Ki Zarb Se Bhi Aey Saghar!
Toot Jaty Han Taar, Chup

Aey Dil e Beqaraar Chup Hojaa

Mujhey Zindagi Ki Duaa Na Do

Mujhey Zindagi Ki Duaa Na Do..!
Meri Zindagi Sey Banii NahiN…

Koi Zindagi Pey Karey YaqeeN,
Mera Zindagi Pey YaqeeN NahiN…

Yey Safar Bhi Kaisa Safar Hay YarooN…
Mae Kabhi KahiN to Kabhi KahiN…

Mujhey Jis Sanam Ki Talash Thi,
Woh Mila,, Magar Milaa NahiN…

Mae Woh Baat HooN, Jo Bani NahiN,
Mae Woh Raat HooN, Jo Kati NahiN…

Mujhey Zindagi Ki Dua Na Do…
.*”"”Meri Zindagi Sey Bani

Mujhey Zindagi Ki Duaa Na Do

Ghaao Ginty Na Kabhii Zakhm Shumaari Karty

Ghaao Ginty Na Kabhii Zakhm Shumaari Karty
Ishq Mei Agar Hum Bhii Waqt Guzaari Karty

Tujh Mei To Khair Muhabbat Ke Thy Pehlu Bhi Boht
Dushman-e-Jaa’N Bhi Agar Hota To Yaari Karty

Ho Gaey DhuuL Tery Raah Mei Baethy Baethy
Ban Gaey Aks Teri Aaeena Dari Karty

Waqt Aaya Hai Judai Kaa To Ab Sochty HaN
Tujhy Aasab Pe Itna Bhi Naa Tari Karty

Aakhri Daao Lagana Nahi Aaya Hum Ko
Zindagi Beet Gai Khud Ko Juwaari

Ghaao Ginty Na Kabhii Zakhm Shumaari Karty

Wajood Apna Na RooH Apnii

Wajood Apna, Na RooH Apnii
Bas Ek Tamasha Ye Zeest Thehri

Na Dil Lagi Mei Sukoon Payaa
Na Aashiqi Mei Qaraar Payaa

Na Wasl Lamhey Hi Raas Aaye
Na Firaaq Hi Hum Guzaar Paaye

Ajab Ye Chahat Ke Marhaley Han
Na Jeet Paaye, Na Haar Paaye

Na Hi YaadoN Ki Dhund Utri
Na Dil Ke Daaman Ko Jhaar Paaye

Na Aankhen KhwaaboN Ko Dhund PaaeeN
Na Khwab Aankhon Ko Dhund Paaye

Bas EK Tamasha Ye Zeest Thehri
Wajood Apna, Na Rooh

Wajood Apna Na RooH Apnii

Kitaab Saada Rahe Gi Kb Tak

Kitaab Saada Rahe Gi Kb Tak
Kbhi To Aghaaz E Baab Hoga

Jinho Ne Basti UjaarR Daali
Kbhi To Un Ka Hisaab Hoga

Saher Ki KhushyaaN Manaane Walo
Saher Ke Tewar Bata Rhe Han

Abhi To Itni Ghutan Barhe Gi
Ke Saans Lena Azaab Hoga

Uthey Gi Hm Pr Jo Eent Koi
To Patthar Us Ka Jawab Hoga

Sukoon E Sehraa Me Basny Walo
Zara RutoN Ke Mizaaj Smjho

Jo Aaj Ka Din Sukoon Se Guzraa
To Kal Ka Mousam Kharab

Kitaab Saada Rahe Gi Kb Tak

Andaaz Tumharey Jesa Tha

Baarish Ki In Boondon Ne, Jab Dastak Di Darwazey Pr
YuuN Lagaa Tum Aye Ho, ‘Andaaz Tumharey Jesa Tha’

Hawaa Ke Halkey Jhonkey Ne, Jab Aahat Ki Thi Khirki Pr
Mehsoos Hua Tum Chaltay Ho, ‘Andaaz Tumharey Jesa Tha’

Mai Ne Jab In Boondon Ko, Tapkaya Apnay Haathon Pr
Ek Sard Sa Yuun Ehsas Hua, ‘Wo Lams Tumharey Jesa Tha’

Mai Tanhaa Chala Jab Baarish Mei, Ek Jhonke Ne Mera Saath Dia
Mai Samjah Tum Ho Saath Mere, ‘Ehsaas Tumharey Jesa Tha’

Phir Ruk Gai Wo Baarish Bhi,

Andaaz Tumharey Jesa Tha

Ek Mohabbat Hy Or Us Ki Ek Nishaani Hy

Ek Mohabbat Hy Or
Us Ki Ek Nishaani Hy

Ek Dil Hy Jaisy
Haweli Koi Puraani Hy

Safar Raat Ka Hy Or
Raat Bhi Toofaani Hy

Samander Hi Samander Hy
Kashti Bhi Doob Jani Hy

Ibtada-e-Ishq Sey
Intaha-e-Ishq Tk

Mai Hi Tha BeWafa Or
Mujhe Hi Wafa Nibhani Hy

Mai Laut Aya Hun
Manzill Ko Dekh Kr

Udhar To Yaaro
Virani Hi Virani Hy

Ye Intazaar-e-Sehar
Khatam Kiu Nhi Hota

Kisi Sey Pucho Akhir
Maut Kb Aani

Ek Mohabbat Hy Or Us Ki Ek Nishaani Hy

Jab Duur Ufaq Par Laali Ho

Jab Duur Ufaq Par Laali Ho,
Jab Shaam Udaasi Wali Ho,
Jab Zabt Ka Bandhan TooTa Ho,
Jab Aas Ka Daman Choota Ho,


Jab Darshan Pyaas Bujhata Ho,
Jab Mousam Geet Sunaty Hon,
Jab Kaan Hon Tarsy Baaton Ko,
Jab Aankhon Mei Rat-Jagey Hon,
Jab Apney Dard Satatey Hon,

Tab!

Yaad Boht Tum Aaty

Jab Duur Ufaq Par Laali Ho

Ek Yehi Roshni Imkaan Mei Hay

Ek Yehi Roshni Imkaan Mei Hay
Tuu Abhi Tak Dil-e-Veeran Mei Hay
Shor Barpa Hay Teri Yaadon Ka
Ronaq-e-Hijar Bayabaan Mei Hay
Pyaar Aur Zindagi Se Lagta Hay
Koi Zinda Dil-e-Be-Jaan Mei Hay
Aaj Bhi Terey Badan Ki Khushbuu
Terey Bhejay Howay Guldaan Mei Hay
Zindagi Bhi Hay Meri Aankhon Mei
Mout Bhee Deeda-e-Hayraan Mei Hay
Dil Abhi Niklaa Nahi Seenay Se
Ek Qaidi Abhi Zindaan Mei

Ek Yehi Roshni Imkaan Mei Hay

Ab DiL Ko SmbhaLen Ke Ghm e DiL Ko SmbhaLen

Ab DiL Ko SmbhaLen Ke Ghm e DiL Ko SmbhaLen
Furrsat NahiN Itni Bhi Ke Do Ashk Hi Bahaa Len…

BeTaab Hu Tum Bhi To Judaai Me Kisee Ki
Mumkin Hu Tu Aajao Shab e Hijar Mana Len…

Tum Or Karo Zulf E Pareshaan Ko Pareshaan
Hm Bhi DiL e BeTaab Ku Diwaana Bana Len…

Bethy Han Is Andaaz Se Mae Kash Sar-e-MehfiL
Saaki Ka Isharaa Hu Tu Saghar Ku UchaLein…

Aey Ahl e Junu’N Aao K Veeraa’N Han Shab o Roz
Ujri Hui Mehfil Ko Pher Eik Baar Jamaa

Ab DiL Ko SmbhaLen Ke Ghm e DiL Ko SmbhaLen

Bayaan Har Kisii Se Hijr_O_Wisaal Karty Ho

Bayaan Har Kisii Se Hijr_O_Wisaal Karty Ho
Kiu Apna Shehr Me Jeena Muhaal Karty Ho

Bichhar K Bhala Miley Han Musaafir Bhi
Kiu Apny Aap Ko Yuunhi Niddhal Karty Ho

Suna He Vo Bhi Tumhy Puuchta Hy Aisy Hi
Tum Us K Bary Me Jesey Sawal Karty Ho

Vo Aashnaai Usy Yaad Hi Na Ho Shayd
Vo Jis K Nam Pe Sb Maah_O_Saal Karty Ho

Boht Aziz Tha Shayd Vo Is Lye…!!!
Bichharny Waly Ka Ab Tak MALAAL Karty

Bayaan Har Kisii Se Hijr_O_Wisaal Karty Ho

Kabhi Kabhi Mery Dil Me KhayaL Aata Hy

~~Kabhi Kabhi Mery Dil Me KhayaL Aata Hy~~

Ke Zindagi Teri ZulfooN Ki Naram Chhaoon Me…
Guzar Paati To Shadaab Ho Bi Sakti Thi

Ye Ranj o Gham Ki Siahi Jo Dil Pe Chaai Hy
Teri Nazar Ki ShuaaoN Mei Kho Bi Sakti Thi

Magar Ye Na Ho Sakaa!!!
Magar Ye Na Ho Sakaa Aur Ab Ye Alam Hy
Ke Tu Nahi, Tera Gham, Teri Justujoo Bi Nahi

Guzar Rahi Hy Kuch Is Tarha Zindagi Jesey
Isey Kisi Ke Sahary Ki Aarzoo Hi Nahi

Na Koi Raah, Na ManzilL, Na Roshni Ka Sorakh
Bhatak Rahi Hai AndherooN Mei

Kabhi Kabhi Mery Dil Me KhayaL Aata Hy

Chalo Utho Ke Ab Andaaz e Zamaana He Badal Gaya Hai

Chalo Utho Ke Ab Andaaz e Zamaana He Badal Gaya Hai
Dhoonden Koi Or, Ke Ab Ye Aashyaana He Badal Gaya Hai

Na He Rahi Wo Tehzeeb, Na He Raha Wo Tamaddun
Na He Rahe Wo Kirdar, Ke Ye Fasaana He Badal Gaya Hai

Kisii Ko Bhi Nahin Parwaa Yahaan Kisi Ki
Apne Bhi Badal Gaye Or Baigana Bhi Badal Gaya Hai

Giley Shikwey Larai Jhagrey Hain Chaar Soo
Mohabbat Bi Badal Gai Hai, Mohabbat Ka Jatana Bi Badal Gaya Hai

Magarmachh Ke Aaansu Han Rawaan Har Aankh Mei
Aankhen Bhi Badal Gai Han, Aansu

Chalo Utho Ke Ab Andaaz e Zamaana He Badal Gaya Hai

Suna Hae Chaand Nikley Ga

Suna Hae Chaand Nikley Ga
Suna Hae Eid Bhi Ho Gi

Hamein To Aasmaan Pe
Dour Tak Kuch Bhi Nahi Dikhta

Kahan Wo Chaand Nikley Ga
Ke Jis Ke Waaste Hum Ne
Kabhi Palken Nahi Jhapkien
Wo Jis Ka Raasta Takte
Hae Guzri Zindagi Apni
Nahi Kuch Bhi Khabar Ke Wo
Nikle Ga To Kab Aakhir
Hamari Muntazir Aankhon Ko
Us Ki Deed Kab Ho Gi
Abhi Pucho Nahi Hum Se
Hamari Eid Kab

Suna Hae Chaand Nikley Ga

Yeh Jo Dard Hai Ishq Ka

Yeh Jo Dard Hai Ishq Ka,,,

Mujhay Is Sey Koi Gila Nahi,,

Yeh Tou Zindagi Ka Usul Hai,,

Kabhi Apna Koi Huwa Nahi,,,

Yeh Jo Silsila Hai Dard Ka,,,

YehTohfa Yuhee Mila Nahi,,,

Tu Jisay Jaaan Kar Bhee Anjana Hai,,,,

Woh Raaz Maynay Kaha Nahi,,,

Mujhay Apni Khabar Tou Hai Mager,,,

Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi,,,

Yeh Jo Ansu Hain Meri Aankh Mai,,,

Bay Sabub Yeh Bahay Nahi,,,

Yeh Sada Si Jo Hai Gunjtee,,,

Wo Lafz Tu Nay Kaha Nahi,,,

Mera Jurm Hai Meri

Yeh Jo Dard Hai Ishq Ka

دو جہانوں کی خبر رکھتے ہیں

دو جہانوں کی خبر رکھتے ہیں

بادہ خانوں کی خبر رکھتے ہیں



خارزاروں سے تعلق ہے ہمیں

گُلستانوں کی خبر رکھتے ہیں



ہم اُلٹ دیتے ہیں صدیوں کے نقاب

ہم زمانوں کی خبر رکھتے ہیں



اُن کی گلیوں کے مکینوں کی سُنو

لا مکانوں کی خبر رکھتے ہیں



چند آوارہ بگولے اے

دو جہانوں کی خبر رکھتے ہیں

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi
Hum jis par mit gaye thay muhabat usay bi thi….!

Chup ho gaya tha dekh kar wo bi idher

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi

میں شاید تم کو یکسر بھولنے والا ہوں

میں شاید تم کو یکسر بھولنے والا ہوں

شاید، جانِ جاں شاید

کہ اب تم مجھ کو پہلے سے زیادہ یاد آتی ہو


ہے دل غمگیں، بہت غمگیں

کہ اب تم یاد دل وارانہ آتی ہو


شمیم دور ماندہ ہو

بہت رنجیدہ ہو مجھ سے


مگر پھر بھی

مشامِ جاں میں میرے آشتی مندانہ آتی ہو

جدائی میں بلا کا التفاتِ

میں شاید تم کو یکسر بھولنے والا ہوں

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi intazar hota
kahoon kiss se main k kia hai …
shab-e-ghum bori bala hai
mujhe kia bora tha marna ..
ager aek baar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..

koei mere dil se poche
tere teer neem kash ko
yeh khalish kahan se hoti ..
ju jiger k paar hota
tere wade per jiye hum..
tu yeh jaan jhot jana ..
k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota

Alfaz kay jhootay bandhan mein

Alfaz kay jhootay bandhan mein
Aghraz kay gehray pardon mein
Har shakhs muhabbat kerta hai
Hala kay muhabbat kuch bhi nahi
Sab jhotay rishtay naatay hain
Sab dil rakhnay ke batain hain
Sab asli roop chupatay hain
Ehsas se khali loog yahan
Lafzon kay teer chalatay hain
Ik bar nazar mein aa kar wo
Phir sari umar rulatay hain
Ye ishq-o-muhabbat mehr-o-wafa
Sab jhooti suchi batain hain
Her shakhs khudi ke masti mein
Bas apni khatir jeeta

Alfaz kay jhootay bandhan mein

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai
Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia hai

Mai ne kyun pyar kiya,tum ne kyun na pyar kiya
Inn pareshan sawalaat ki qeemat kia hai

Tum jo ye bhi na batao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Tumko dunia k gham-o-dard se fursat na

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko

Tere qareb aa kay bari uljhano main hon

Tere qareb aa kay bari uljhano main hon,
Main dushmanon main hon k tere doston main hon,

Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago,
Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon,

Mujh se bichar k tu bhi to roeyga umer bhar,
Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon,

Tu hans raha hai mujh pey mera haal daikh ker,
Or phir bhi main shareek tere qehqahon main

Tere qareb aa kay bari uljhano main hon

Ab jo ruthey to kbhi manana nhi ja kr

Ab jo ruthey to kbhi manana nhi ja kr
Seh laingey dukh usey sunana nhi ja kr

Laut aayga zaroor agr vo mera hua
Aj sey tey hua khud bulana nhi ja kr

Usey chaha hai usey chahtey rhaingey
Usk dil main kia hai aazmana nhi ja kr

Miley to brsa daingey hum piyar us pe Saqi
Nhi to haal e dil bhi batana nhi ja

Ab jo ruthey to kbhi manana nhi ja kr

Main Titli Ko Sula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do

Main Titli Ko Sula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do,
Main Jugnoo Ko Jaga Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do !

Kahan Aaghaz Hota Hai, Kahan Anjaam Hota Hai,
Huner Saarey Sikha Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do !

Mujhey Itni Mahaarat Hai Ke Main Saada Say Lafzon Mein,
Tumhein Dilkash Bana Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do !

Mairi nam-naak Nazron Ko Na Daikho Tum Haqaarat Say,
Main Tum Ko Bhi Rula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey

Main Titli Ko Sula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do

Yaadai’n jaag jati hyn

Yaadai’n jaag jati hyn
Barisho’n k mausam main

Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main

Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti

Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main

Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey

Aankhai’n bheeg jati hyn
Baarisho’n k mausam

Yaadai’n jaag jati hyn

Kabhi waqt mile to aajao

Kabhi waqt mile to aajao,
Ham jheel kinare ja baithen,

Tum apne sukh ki baat karo,
Hum apne dukh ki baat karain,

Aur un lamhoon ki baat karain,
Jo sung tumhare beet gaye,

Aur ehd-e-khizan ki nazar howy,
In sabz ruton k daman mai,

Hum pyar ki khushbo mehkain,
In bikhray sabz nazaron ko,

Ham aankhon men tasveeer karain,
Phir apne pyar k jado se,

Hum lamhoon ko jageer karain,
Kabhi waqt milaye to ajao…

Hum jheel kinare ja

Kabhi waqt mile to aajao

Kabhi waqt mile to aajao

Kabhi waqt mile to aajao,
Ham jheel kinare ja baithen,

Tum apne sukh ki baat karo,
Hum apne dukh ki baat karain,

Aur un lamhoon ki baat karain,
Jo sung tumhare beet gaye,

Aur ehd-e-khizan ki nazar howy,
In sabz ruton k daman mai,

Hum pyar ki khushbo mehkain,
In bikhray sabz nazaron ko,

Ham aankhon men tasveeer karain,
Phir apne pyar k jado se,

Hum lamhoon ko jageer karain,
Kabhi waqt milaye to ajao…

Hum jheel kinare ja

Kabhi waqt mile to aajao

Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata tha

Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata tha,
Kr k khafa mujhko manana bhol jata tha,

Inhi aaditoon ne uski mujhe badnam kr dala,
Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata tha,

Mat poch muhabat mai laa parwahi uski,
Dy k zakham wo marham lagana bhol jata tha,

Kitna dilnasheen hota tha uski yaad ka manzr,
Wo jb bi yaad aata tha zamana bhol jata

Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata tha

Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai

Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai,
kabhi to milne ajao tmhy koi yad karta hai.

Hamare sheher se jab tm gye thy hum ne na roka,
hamare dil se mat jao tmhy koi yaad karta hai.

Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin,
kabhi khud bi chale aao tumhe koi yaad

Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai

Bhoolay Hain Rafta Rafta

Bhoolay Hain Rafta Rafta, Unhein Mud’daton Mein Hum….

Qiston Mein Khud’Kushi Ka Maza Hm Sy

Bhoolay Hain Rafta Rafta

Smajh K Maal-e-Ghaneemat Mujhe

Smajh K Maal-e-Ghaneemat Mujhe..

Us Ki Yaadon Ne Be-Panah

Smajh K Maal-e-Ghaneemat Mujhe

Muje apni ANKHO main rakhna

AGAR HO SAKY TO,

Muje apni ANKHO main rakhna,

AANSU ban kar beh jaon to,

HATHO me CHUPA lena,

AGAR HO SAKE
TO,

Muje HAWAAON me BIKHER dena,

Tmhen CHOR kar chala jaon to,

Muje MEHSOS kar lena,

AGAR HO SAKE
TO,

Muje ek PHOOL samajh lena,

MURJHAA b jaon to,
KITTABON me rakh lena,
AGAR HO SAKE
TO,

Mujhe apni KHUWAHISH samajh lena,

Agar kabhi jo MIL na paon to,

Mujhe apni DUWAON me “YAAD” rakh

Muje apni ANKHO main rakhna

Jub Yaad Ka Album KholÖn tÖ

Jub Yaad Ka Album KholÖn tÖ,
Kuch LÖG BÖht Yad ate Hain

Main Guzre Dino kÖ SochÖn tÖ,
Kuch LÖG BÖht Yad ate Hain

Ab Jane KisS NaGri Mai
SÖay Pare Hy Mudat Se

Mai Raat Gaye tk JaGon tÖ,
Kuch LÖG BÖht Yad ate Hain

Kuch Batein theen PHolÖn Jesi
Kuch KhushbÖ Jese Lehje thy

Main Sheher-e-Chaman Men Tehlon tÖ,
Kuch LÖG BÖht Yad ate Hain

Wo Pal Bhar ki NarazGiyan Ör
Maan B Jana Pal Bhar Men

Ab Khud Se Jb bhe RothÖon tÖ,
“Kuch LÖG BÖht Yad Aty

Jub Yaad Ka Album KholÖn tÖ

MERI ZAT ZARA E BENISHAN

“MERI ZAT ZARA E BENISHAN”

Mein Btao Kya Mujhe Kya Mily
Mujhe Sbr Hi Ka Sila Mily
Kisi Aag Hi Ki Rida Mily
Kisi Dard Hi Ka Sila Mily
Kisi Gham Ki Dil Mai Jaga Mily
Jo Mra Hy Wo Mujhe Aa Mily
Rhy Shad Yu Hi Mra Jahan
K Yaqen Mai Bedly Mra Guman….

“MERI ZAT ZARA E BENISHAN”

Kbhi Sooni Subha Mai Ghomna
Kbhi Ujri Shamo Ko Daikhna
Kbhi Bhegi Ankho Mai Jagna
Kbhi Beetay Lamho Ko Sochna
Mgr 1 Pal Hy UMEED Ka
Hy Mujhe KHUDA Ka Jo Aasra
Na Hi Maine Koi Gila Kya
Na Hi

MERI ZAT ZARA E BENISHAN

Dhoondo Gay Agar Mulkon Mulkon

Dhoondo Gay Agar Mulkon Mulkon
Milnay K Nahi Naayaab Hein Hum

Tabeer hai Jiski Hasrat-o-Gham
Aey Hum’nafas Wo Khwaab Hein Hum

Aey Dard Bata Kuch Tu Hi Pata
Ab Tak Ye Muamma Hall Na Hua
Hum Mein Hai Dil-e-Betaab Nihaa’n
Ya Aap Dil-e-Betaab Hein Hum

Mein Haerat-o-Hasrat Ka Maara
Khamosh Khara Hoon Saahil Per
Darya-e-Mohobbat Kehta Hai
Aa Kuch Bhi Nahi Payaab Hein Hum

Laakhon Hi Musafir Chaltay Hein
Manzil Pay Pohonchtay Hein Do Aik
Aey Ehl-e-Zamaana Qadar Karo
Nayaab Na

Dhoondo Gay Agar Mulkon Mulkon

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi
Hum jis par mit gaye thay muhabat usay bi thi….!

Chup ho gaya tha dekh kar wo bi idher udher
Duniya se meri tarah shikayat usay bi thi

Ye soch kar andheray galay se laga liye
Raaton ko jaagnay ki aadat usay bi thi

Wo ro dia tha mujh ko pareshan dekh kar
Us din khulla k meri zarorat usay bi thi

Un pathron k sath nibhaani pari usay
Jin se faqat mjhy nahi nfrat usay bi

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi

Monday 17 September 2012

WO ek shaks k Jis se shikayatain thin bohat

WO ek shaks k Jis se shikayatain thin bohat.

WOHI aziz tha us se muhabbatain thin bohat.

WO Jub mila to dil main koi talab he na thi.

BICHAR gaya to humari Zaruratain thin bohat.

WO youn mila k Jaise kabhi mila he na tha.

HUMARI zaat pe uski Inayatain thin bohat.

HUMEN khud apne he yaron ne kar diya ruswa.

K baat kuch bhi na thi aur wazahatain thin bohat.

HAR mor pe hum toot'te bikharte rahe.

HUMARI rooh pe tanha qayamatain thin bohat..!
Gud

Read more ...

Sunday 16 September 2012

Rona agr na aye zra sa muskura jana

Ana mari qabr pr 2 phool charha jana' Rona agr na aye zra sa muskura jana woh mhbt he kia jis main ghm na mily . A kr mery sukh ly jana or apny dukh dy jana . Log mhbt nibhaty hn main mar kr bi sath nibhaon ga . Shart yh hy kh to mera na sath chor jana . Bs yh kehna hy tjh se ay dost mery. Kiy thy jo wady tm ne sath nibhany ky unko na bhol

Read more ...

Sunday 2 September 2012

Masroof Hai Din Raat Usey Waqt Kahan Hai

Masroof Hai Din Raat Usey Waqt Kahan Hai,,"
Wo Mujh Se Karey Baat Usey Waqt Kahan Hai,,"
Betabi-E-Dil Ka Usey Andaza Nahi Hai,,"
Samjhe Mere Jazbaat Usey Waqt Kahan Hai,,"
Wo Ponchay Meri Aankh Se Behte Huwey Aansu,
Ay Rang-E-Barsat Usey Waqt Kahan Hai,,"
Bhooley Se Hi Wo Pouchney Aa Jaye Mera Haal,
Ay Gardish-E-Halat Usey Waqt Kahan Hai,,"
Mojon Mein Tarapta Huwa Main Doob Raha Hoon,
Thamey Wo Mera Hath Usay Waqt Kahan Hai....

Masroof Hai Din Raat Usey Waqt Kahan Hai

Ziya Taqseem Karta Hai

Sitary Bant'ta Hai Wo,
Ziya Taqseem Karta Hai___)

Suna Hai Habs-K-Mosam Main
Hawa Taqseem Karta Hai___)


Usi Ki Apni Beti Ki Hatheli Khushk
Rehti Hai___)

Jo Borrha Dhoop Main Aksar
HINA Taqseem Karta Hai___)


Koi Roky Usay Ja Kar
Sara-Sar Hai Ye Pagal Pan___)

Jo Behron K Muhhally Main
Sada Taqseem Karta Hai___)


Usi Se Mang Tu
(_vJ_)
Baaqi Chor De Sub Ko___)

Jo Pathar Mein B Keery Ko Ghiza Taqseem Karta

Ziya Taqseem Karta Hai

Ankh Se Barse To Barsat Na Qabo Aay

Ankh Se Barse To Barsat Na Qabo Aay,

Tum Ne Bakhshe They Jo Sadmaat Na Qabo Aay,

Hum Ne Mar Mar K Guzare Hain Judai Mein Teri,

Ye Sulagte Howe Din Rat Na Qabo Aay,

Aaina Toot K Jaise Ho Zameen Par Bikhra,

Ayse Bikhri Hai Meri Zat Na Qabo Aay,

Jo K Mothi Mein Rahi Waqt Ki Sarkash Lehrain,

Par Tere Wasal K Lamhat Na Qabo Aay,

Rang Mein Chor Gia Sath Mera Saya Bhi,

Aise Bigre Mere Halat Na Qabo Aay,

Hum Ne Chaha Tha Tumhain Bhool K G Lein Lekin,

Is Dil-3-Wehshi K

Ankh Se Barse To Barsat Na Qabo Aay

Ab Khauf Nahi Koi Mujhe Raah Guzar Se

Ab Khauf Nahi Koi Mujhe Raah Guzar Se
Main Door Nikal Aai Hon Pathar K Nagar Se

Dewar Uthate Ho To Mazbot Uthao
Aesa Na Ho Dar Jao Kabhi Apnay Hi Gher Se

Ye Log Bhi Achay Hain Makan Bhi Bohat Achay
Bas Main Hi Bezaar In Achon K Nagar Se

Ek Mor Pe Hum Ajnabi Ban K Bhi Milen Ge
Ye Baat To Maloom Thi Aaghaz E Safar Se

Jesa Bhi Hon Acha K Bura Apnay Leye Hon
Main Khud Ko Nahi Dekhta Auron Ki Nazar Se

Ab Khauf Nahi Koi Mujhe Raah Guzar Se

Aankhon Me Aansuon Ki Haqiqt Na Pochta

:. Aankhon Me Aansuon Ki Haqiqt Na Pochta___...

.::. Ae Kaash Mujh Se Wo Meri Halat Na Pochta___...

.::. Ab Main Ne Us Se Us Ko Talab Kar Lia To Kya___...

.::. Wo Bhi To Mujh Se Meri Zarort Na Pochta___...

.::. Wo Mujhko Aazmata Kisi Aur Tarha Se___...

.::. Kitni Hai Mujh Ko Us Se Mohabat Na Pochta___...

.::. Agar Wo Jaan Jata Dil Ke Muamlay ___...

.::. Mujh Se Kabhi Bhi Wajah-E-Mohabat Na

Aankhon Me Aansuon Ki Haqiqt Na Pochta

Apni Dharkano Se Kuch Aisy Mera Naam Lo

>->->Apni Dharkano Se Kuch Aisy Mera Naam Lo<-<-<

>->->Ye Waqt Ruk Jaye Is Lamhy Ko Thaam Lo<-<-<

>->->Teri Aankhon Mai Jhalak Ho Aesi Mere Pyar Ki<-<-<

>->->Saahil Pe Jesay Dhalti Haseen Shaam Ho<-<-<

>->->Lafzon Se Hota Nhi Izhaar Hum Se Pyar Ka<-<-<

>->->Bs Meri Aankhon Mai Dekh Kr Khud Ko Pehchaan Lo<-<-<

>->->Jesy Tarasta Hai Sehra Shabnam K Choonay

Apni Dharkano Se Kuch Aisy Mera Naam Lo

Apne Hathon Se Kahin Mera Naam Likh Dena

Apne Hathon Se Kahin Mera Naam Likh Dena''

Tum Dua Mat Mangna Sirf Dua Likh Dena''

Is Qadar Zamane Ne Kar Diya Badnam Mujh Ko''

Zinda Rahon To Jeene Ki Saza Likh Dena''

Main Rothy Hoy Dost Ko Manao Kaise''

Rothne Wale Ye Meri Khata Likh Dena''

Juda Ho K Tujh Se Jee Len Ge''

In Makhmali Hathon Se Apni Ek Ada Likh Dena''

Tum Kehty They Tere Bin Jee Na Sake Ge

"Wasi"


Akele Kaise Jee Rhe Ho Zara Jeeny Ki Wjha Likh

Apne Hathon Se Kahin Mera Naam Likh Dena

Aik Muddat Se Tujhy Vird Me Rakha Jisny

Aik Muddat Se Tujhy Vird Me Rakha Jisny,

Wo Mhabbat Me Qalander
Bhi To
Ho Sakta Hai,

Tery Koochy Me Jo Aya Hai Ghulamon Ki Trah,

Wo Apni Basti Ka Sikander Bhi To Ho Sakta Hai,

Silsilawaar Agar Ashk Giraaey Jaen,
Ye Jo Sehra Hai Smandr Bhi To Ho Sakta Hai,

Kab Tlak Tery Khayalon K Sahary Py Jiyen,

Dil Teri Yaad Se Munkar Bhi To
Ho Sakta

Aik Muddat Se Tujhy Vird Me Rakha Jisny

Ajab Sa Kheel Hai Guzry Din0n Ko S0chty Rehna

Ajab Sa Kheel Hai Guzry Din0n Ko S0chty Rehna
".
".
".
Akely Beitth Kr
Bachy Ki Manind
Khelty Rehna "
".
".
".
Shugal Mera Ye Mujh Ko Aik Din
Kangal Kr Dy Ga
".
".
".
Haseen
Yado0n K M0ti '

Aansuo0n Mein Phenkty Rehna

Ye Ham Sy Hi Sahi Lekin "

Isy Ham Paa Nahi Sakty "

An0khi Baat Hai
Saaye K Pechhy
Bhaagty Rehna
".
".
".
!
Kaasa Hi Ab K
Torr Do -

Wo Bheek
Na Dy To "
".
".
".
Mujhy Achha
Nahi Lagta "

Tera Youn
Maangty

Ajab Sa Kheel Hai Guzry Din0n Ko S0chty Rehna

Apni Baton Mein Mere Naam Ke Hawale Rakhna

Apni Baton Mein Mere Naam Ke Hawale Rakhna,
*+*
Mujh Se Bichre Ho To Khud Ko Sambhale Rakhna,
*+*
Log Pochein Ge Kyon Pareshan Ho Tum,
*+*
Kuch Nigahon Se Kehna Zuban Pe Taale Rakhna,
*+*
Na Khone Dena Mere Beetay Lamhon Ko,
*+*
Meri Yadon Ko Bare Pyar Se Sambhale Rakhna,
*+*
Tum Loat Aao Ge Itna Yaqeen Hai Mujh Ko,
*+*
Mere Liye Chand Sadiyan Nikale Rakhna,
*+*
Hum Ne Kuch Naya Dekha Hai Tum Mein Phir Dost ,
*+*
Mere Liye Apne Andaaz Wohi Purane Rakhna

Apni Baton Mein Mere Naam Ke Hawale Rakhna

Hawa Ke Hote Hue Roshnii Toh Kar Jaaye

Hawa Ke Hote Hue Roshnii Toh Kar Jaaye,

Merii Tarah Se Koi Zindagii Toh Kar Jaaye.

Tamam Umar Tasaf Mein He Basar Ho Gii,

Terii Taraf Se Nazar Be'Rukhii Toh Kar Jaaye.

Charag-E-DiLL Tehe Mehrab-E-Jaa'n Na Chorde Gii,

Hawa Ke Saath Koi Dushmani Toh Kar Jaaye.

Phir Is Ke Baad Jaha'n Mein Kahin Panah Nahin,

Tere Huzoor Yeh Jaa'n Sar'Kashi Toh Kar Jaaye.

Woh Dushmani Ke Bhii QabiL Na Mujh Ko Chorde Ga Shakir,

Us Aadmi Se Yeh DiLL Dosti Toh Kar

Hawa Ke Hote Hue Roshnii Toh Kar Jaaye

KHoLay Ga Jo DaR MaaNi Ka

KauN Sa LaFZ Hai, KHoLay Ga Jo DaR MaaNi Ka
ISS Ka PaTa KauN KaRey ??
TuM To KHuSHBoo Ho, SiTaaRoN Ki GuZaRGaaH Ho TuM
TuM KaHaN Aao Gi ISS DaSHT-E-PuRaSRaR Ki PeHNai MeiN
KaiSe UTRo Gi TaMaNNaoN Ki GeHRaii MeiN

ReH Gaya MaiN !
So Ae JaaN-E-WaFa
MaiN To Jo KuCH HooN TuMHaRey Hi KHaM-E-CHaSHM Se HooN
TuM Hi JaB LaFZ, PaSS-E-LaFZ Se AaGaH NaHiN !!
KiS TaRaH SeHR-E-MaFaHeeM Ka DaRWaZa KHuLay??
LaFZ Ki KoKH MeiN TaSeeR KaHaN Se UTRay??

TuM MeRay SaaTH Ho, HaMRaaH NaHiN !!
KauN Se

KHoLay Ga Jo DaR MaaNi Ka

W0 Darjan Bhar Maheen0 Sy

W0 Darjan Bhar Maheen0 Sy..,

Sada Mumtaz Lagta Hai...

February Kis Liye Aakhir..?

Hamesha Khaas Lagta Hai...

B0ht Sehmi Hui Subhen..,

Udasi Sy Bhari Shaamen...

D0pehren R0i R0i Si..,

W0 Raaten Kh0i Kh0i Si...

Garm Dabeez Shal0n Ka..,

W0 Kam R0shan Ujal0n Ka...

Kabhi Guzry Hawal0n Ka..,

Kabhi Mushkil Swal0n Ka...

Bichar Jaany Ki Mayusi..,

Milan Ki Aas Lagta Hai...

February Kis Liye Aakhir..

Hamesha Khaas Lagta

W0 Darjan Bhar Maheen0 Sy

Mohabbat Chikhati Rahi

Mohabbat Chikhati Rahi.

Dil Qatra Qatra.

Rooh Ki Tanhaiyon Min Rota Raha.

Aankhen Tumhara Aks Sajaye.

Shabnam Shabnam Ro Kar.

Nadiyan Bahati Rahin.

Hasraten Doob Gayin.

Khwab Jazire Gham Ka

Samandr Ho Gaye.

Magr Mein Phir Bhi Zinda Hon.

K Mein Ne Khud Se Nhi.

Tumhari Amanat Mein Khyanat Ki.

Tujh Se Kiye Ahed Ko Pamal Kiya.

Tere Khayal Se Zehan Ko Azad Kiya.

Kiyon ?

Ye Bhi Tujh Se Keh Na Paon Gi.

K Tera Dard Seh Na Paon Gi.

Is Liye Sare

Mohabbat Chikhati Rahi

Maana Ke Tujhko Mujhse Be'panah PiYaar HeY

MereY SaNam .!!!

Maana Ke Tujhko Mujhse Be'panah PiYaar HeY


Per ~~ Teri Uljhi H0wi Baat0n Se Kabhi Kabhi Mehso0s Hota He

Keh ShaYad
Teri Mohabbat Mein Bhi Mausamo'n Ka Asar HeY


Aur ~Teri Mobhabbat Bhi Waqt Ke Sath Sath Gum Hoti Ja Rahi He


Aur ~~ Gumaan He MujheY

Keh Ik Waqt Aisa Aaye Ga

Ke Main ~~
Tere LiYe Sirf

Ek Time Pass Ban Ke Reh Ja0nga

Ek Time Pass Ban Ke Reh Ja0nga . . .

Maana Ke Tujhko Mujhse Be'panah PiYaar HeY

LikhNa Chaho T0 Khat'T Likh L0

UsS NeY P0cha!
Rabt-E-Baham Ki Koi So0rat

MaiNe Kaha

Tum Phone Bhi Kar SakteY Ho Mujh Ko


LikhNa Chaho T0 Khat'T Likh L0


Waqt Gar Mill JaeY T0 Mil Lena Aa KaR



Bola Chutti Lena Bhi HeY


JeseY Joay-Sheeer Ko LanaY Jesa


Lakhon Aur Bakheray Har Pal
Jaan SeY LipteY

Soch Raha H0on

Pindi Ma¡N He Aan Baso0N Ma¡N


You'N Har R0oZ MilunGa TumseY


Lekin ''Nokri'' Ik Masla HeY



Da¡Kha TumneY
! ! !



Jeet GaeY AkhiR JiWan KeY GoRakh

LikhNa Chaho T0 Khat'T Likh L0

TUm B CHal K KAnDHa DE Do

TUm B CHal K KAnDHa DE Do,AB KuShi Ki Y3h Bat NAI,

JAti HAi BeMaAr Ki MAYieT,SHadi Ki BAaRat NAe,

JAn.O.DiL QuRbAn KEyE Jo USka SAbAb BaTla0N KYa,

HAi YEh TAmArE HUsSan KA SAdqa,Sha0n Ki KhEraaT NAi,

W0h RAateN B THiEn KYa RAatEn,JAb H0Te THy TM B SAtH,

RAat HUa KArti Hai AB B,LiKeN WEsi RAat NAi,

JeEt TO ApNi JEet Hai LiKen,! HAr MaE B Hai ApNi JEet,

HAr B JaiN PHer B YAarO EShq MaE BaZi MAt Nai,

0ur SiTam Kya H0ga PUrNam ES SE ZaYIda ULfat MAen,

JAn Hi DE Di UNki

TUm B CHal K KAnDHa DE Do

Waqt Hota Ke Mera Bakht Anaa'n Geer, So Hai

Waqt Hota Ke Mera Bakht Anaa'n Geer, So Hai

Tujh Se MiLne Mein Yu'n He Huii Thii Takheer, So Hai.

Hum He Is Baar Tap-E-Ghum Se Na Bachne Paaye,

Woh Jo Hoti Thii Tere Haath Mein Taseer, So Hai.

Itnii Dushwaar Nahin Thii Girh-E-Ghum Kii Kishod,

Be-Hunar He Tha Mera Nakhun-E-Tadbeer, So Hai.

Rum Bohot Tujh Mein Hai Lekin Mere Khuwabon Ke GazaaL,

DiLL Ko Hona Tha Tere Paao'n Kii Zanjeer, So Hai.

Main Sitaro'n Kii Sifarish Bhii Agar Le Aatii,

Yahi Likhii Thii Mere Khuwabon

Waqt Hota Ke Mera Bakht Anaa'n Geer, So Hai

Yeh Raatein Mujh Pe Bhaari Hain

Suno.....

Humdam Mere Mujhko
Bohat Kuch Tumse Kehna Hai

Yeh Raatein
Mujh Pe Bhaari Hain

Yeh Shaamein
Gham Se Taari Hain

Bohat Kuch Yaad Aata Hai

Bohat Mujh Ko Rulata Hai

Suno,,,,,,,,,,,,,,,,
Ik Kaaam Kr Do Na

Yeh Apni Baatein Sari

Yeh Apni Yaadein Sari

Tum Kyun Le Nahin Jate ?

Jab Aana He Nahin Tum Ne

Tou Phir Kyun Yaad Aate Ho ?

Meri Aankhon Mein Bn Kr Ashk

Phir Kyun Ruk Se Jate Ho ?

Suno Jaanam,,,,,,,,,

Main Apne Zabt Ka Daman
Kahiin Chor Na

Yeh Raatein Mujh Pe Bhaari Hain

Main Akser Sochti Hoon

Main Akser Sochti Hoon,

Kiya Rishta Hai,
Mera Tum Say

Aisa Kia Hai Tum Main,

Jo Mujhay Tum Say Bandhay Howa Hai,

Kiya Yeh Pyaar Hai.

Ehsaas Hai?

Dhokha Hai?

Ya, Aziyat Hai?

Janay Kesa Rishta Hai?

Jis Main Wafa Nahi Jafa Hai,

Jis Main Pyaar Nahi,
Aziyat Hai,

Jis Main Tum Nahi,
Tumhara Feraib Hai,

Janay Main Kyun
Tum Say Dorr Ho Nahi Paati,

Tumhara Har Teer Sahi Jaati Hoon,

Tumhari Har Baat Mera Dil Ko Cheer Deti Hai

Tumhari Har Aziyat Mujhay

Main Akser Sochti Hoon

Han Barish Ab Bhi Hoti Hai

Han Barish Ab Bhi Hoti Hai ....!!!!


Barasti Barishon Main B

Mujhe Ye Yad Rehta Ha

Bohot Ehsas Rehta Hai

K Jab Hum Sath Hoty Thy

Haseen Din Rat Hoty Thy

Mohabbat K Chaman Main Jub

Baharein Mukurati Thein

Haseen Rangon Ki Chadar Main

Chahat Jugmagati Thi , DiL Ko Lubhati Thi


Magar Phir Kya Howa Ye Sub ? Judai K Andheron Ne

Mohabbat Ki Roshi Ko Siyahi Main Badal Dala

Ajab Sa Hal Hai Ab Tu

Barish Ab Bhi Hoti Hai, Meri Yaadein Bhigoti Hai

Wo Lamha Yad

Han Barish Ab Bhi Hoti Hai

Mohabbat Ki Makri

.
Mere Dil Se Le Kar Tere Sang-E-Dil Tak,
.
Guman Ki Chita Aur Haqeeqat Ki Sil Tak,
.
Jo Aankho'n Se Meri, Tere Kaly Til Tak,
.
Buna Tha Mohbbat Ki Makri Ne Jaala,
.
Zamaney Ke Hatho'n Ne Wo Taar-E-Ulfat, Yahan Se Wahan Tak Sabhi Noch Dala,
.
To Dono Hi Dil Ab Reha Ho Chuke Hain,
.
Chitaa Aur Wo Sil Bhi Juda Ho Chuke Hain,
.
Wo Aankhen Wo Til Bhi Fana Ho Chuke Hain,
.
Wo Chahat
Na Jane Kidhar Ko Gai Hai,
.
Woh Mohabbat Ki Makri Bhi Kahin Kho Gai

Mohabbat Ki Makri

Humare Darmya'n Aesa Koii Rishta Nahin Tha

Humare Darmya'n Aesa Koii Rishta Nahin Tha
Tere Shano'n Pe Koii Chat Nahin Thii
Mere Zime Koii Aa'ngan Nahin Tha
Koii Wada Terii Zanjeer-E-Pa Ban'ne Nahin Paya
Kisi Iqrar Ne Meri KaLaii Ko Nahin Thama
Hawa-E-Dasht Kii Manind
Tu Aazad Tha
Raste Teri Marzi Ke Taabeh Thay
Mujhe Bhii Apni Tanhaii Pe
Daikha Jaaye Toh
Poora Tasaruf Tha !



Magar Jab Aaj Tu Ne
Raasta BadaLa
Toh Kuch Aesa Laga Mujh Ko
Keh Jese Tu Ne Mujh Se Be'wafaii Kii . . .

Humare Darmya'n Aesa Koii Rishta Nahin Tha

Kia Baat Hai Jiss Ka Ghum Bohot Hai

Kia Baat Hai Jiss Ka Ghum Bohot Hai,

Kuch Din Se Yeh Aankh Num Bohot Hai.

MiL Leta Hai Guftgu Kii Had Tak,

Itna He Tera Karam Bohot Hai.

Ghar Aap He Jag-Maga Uthay Ga,

DehLeez Pe Ik Qadam Bohot Hai.

MiL Jaaye Agar Terii Rafaqat,

Mujh Ko Toh Yahii Janam Bohot Hai.

Kia Shab Se Humein SawaL Karna,

Hona Tera Subah Dam Bohot Hai.

Kyun Bujhne Lage Charag Mere,

Ab Ke Toh Hawa Bhii Kam Bohot Hai.

Chup Kyun Tujhe Lag Gaii Hai Parveen,

Sunte Thay Keh Tujh Mein Ram

Kia Baat Hai Jiss Ka Ghum Bohot Hai

Main Anjan Bohot Hoon

Rasta He Naya Hai, Na Main Anjan Bohot Hoon,

Phir Ko'e MaLamat Mein Hoon, Na-Daan Bohot Hoon.

Ik Umar Jise Khawab Kii Manind He Daikha,

Chhoone Ko MiLa Hai Toh Pareshan Bohot Hoon.

Mujh Main Kabhii Aahat Kii Tarah Se Koii Aaye,

Ik Band GaLLii Kii Tarah Sunsan Bohot Hoon.

Daikha Hai Gurez Us Nigah-E-Sard Ka Itna,

MaayeL Ba-Tawajah Hai Toh Hairan Bohot Hoon.

ULjhen Ge Kaii Baar Abhii Lafz Se Mafhoom,

Saadah Hai Bohot Woh Na Main Aasan Bohot Hoon . . .

Main Anjan Bohot Hoon

Bahaa Ke Aansu Usne Mujhse Ek Sawaal Kiya

Bahaa Ke Aansu Usne Mujhse Ek Sawaal Kiya,

Kyun Aakhir Tum Ne Is Qadar Mujhse Piyar Kiya,

Kuchh Aise Uske Sawaal Ne Mujhe Tarpa Diya,

Ke Bari Musikil Se Maine Apne Aansu'on Ko Chhupa Diya,

Usne Apni Qasam De Ke Kaha Meri Shadi Mein Zarur Aana,

Maine Hans Ke Us Waqt Haan Mein Sar Hila Diya,

Meri Hansi Ne Usse Kuchh Aise Tarpa Diya,

Usne Phir Se Rote Huwe Mujhse Wohi Sawaal Kiya,

Uske Aansu Ko Saaf Karte Huwe Maine Aakhir Yeh Jawab Diya,

Nahi Karta Main Tum Se Piyar Jao

Bahaa Ke Aansu Usne Mujhse Ek Sawaal Kiya

Aankh Sy Lahu Na Bahaya Kr

Aankh Sy Lahu Na Bahaya Kr

Aey Dil Usy Kabi To Bhol Jaya Kr

Dekhna Vo Ek Din Tumhe Chor Jaye Ga

Na Usy Itna Sataya Kr

Itna Aitbaar Bi Acha Nhi Hota

Usy Hr Ek Baat Na Bataya Kr

Shiddat-E-Gham Sy Seena Phat Jaye Ga

Aankh Sy Kuch Aansoo Bahaya Kr

Us Jaisa Tumhe Kahin Mil Nhi Sakta

Hazaar Baar Ruthe Hazaar Baar Mannaya Kr

Yahan Baad Muddat Koi Sukh Milta Hy



Haath Ayi Khushi Yun Na Ganwaya

Aankh Sy Lahu Na Bahaya Kr

Jise Sun K Gham Mera Mitt Sake

Jise Sun K Gham Mera Mitt Sake,
Wohi Geet Ga Main Udaas Hoon,

Mere Ham-Nsheen Koi Dil-Nsheen,
Si Ghazal Suna Main Udaas Hoon.

Tere Bin Bhi Ye Din Guzar Gaye,
Tare Naqsh Dil Se Utter Gaye,

Kabhi Ru-Ba'ru Mere Khuawab Main,
Kisi Roz Aa Main Udaas Hoon.

Mere Payar Ka Yeh Sila Diya,
Mujhe 4 Din Mein Bhula Diya,

Kabhi Aa K Mere Mazaar Pe,
Koi Jala Diyaa Main Udaas Hoon.. .Dard E

Jise Sun K Gham Mera Mitt Sake

Juda Hone K Mosam Mai Juda Hona B Parta Hay

Juda Hone K Mosam Mai Juda Hona B Parta Hay,

Jise Mushkil Se Paya Ho Usey Khona B Prta Hai.

Khudi Pe Maan Itna Hai Kbi Murr Kr Nhi Dekha,

Jisey Keh Dun K Mera Hay Usey Hona B Prta Hay.

Mujay Neend Nhi Aati Teri Yaad Aane K Baad,

Mgr Ek Khuwab K Lalach Mai Phir Sona B Prta Hai.

Hmesha Hansta Rehta Hun Chupa K Gham Mohbt K,

Mgr Jb Tmhara Naam Aae To Mojhe Rona B Prta

Juda Hone K Mosam Mai Juda Hona B Parta Hay

Hosla Chor Gaya Tha Sath Nibhane Wala

Hosla Chor Gaya Tha Sath Nibhane Wala,

Jane Kis Simat Gaya Aj Wo Jane Wala,

Aj Phr Ankh Me Aay Hazaron Anso.

Aj Phr Yad Wo Aya Hy Bhulane Wala,

Ab Kahen Ja K Mere Zakhm Bhare Hain,

Dekho Ab Kahen Lout K A Jaye Na Jane Wala,

Ay,"KHUDA"!

Us Ka Har Khuwab Salamt Rakhna,

Ghum Na Dekhe Wo Mere Khuwab Jalane Wala,

Ab Kahen Raah Mein Mil Jaye To Itna Kehna,

"DOST",

Mar Gaya Kab Ka Tere Naz Uthane

Hosla Chor Gaya Tha Sath Nibhane Wala